How To Increase Airtel Internet 4G Speed 2021

Aaj iss post mei main aapko batane wala hun ki aap airtel ka internet speed kaise badha sakte hain. So aaiye jante hain iss post mei. Kayi baar aisa hota hai ki hum apne mobile ka internet speed badhane ke

liye na jaane kya kya kar lete hain fir bhi internet speed waisa ka waisa hi rahta hai. To ab aapko ghabrana nahi hai. So iss post ke madhyam se janenge ki airtel ka internet speed kaise badhate hain.

How To Increase Airtel Internet Speed?

Aapko main kuchh setting batata hun jisko apne phone mie apply karna hai aur aapka internet speed badh jayega.

Follow This Steps:-

1. Uninstall Unwanted AppsAapko karna ye hai ki aapke mobile mei jitne bhi unwanted apps matlab ki useless aise apps ko uninstall karde isse fayda ye hoga ki wo aapke mobile se remove ho jayega aur aapke data ko use

bhi nahi karega to aise mei aapka jo internet speed hai wo kaafi badh jayega. Aur aapka storage bhi khaali rahega.

2. Stop Background Data UsageYe ek aisa setting jo ki har device mei band kar dena chahiye kayi baar aisa hota hai ki hmare phone mei kuchh aise apps hote hain jinka use nahi kar rahe hain lekin wo mobile mei.

hamesha fix rahte hain kehne ka matlab hai ki wo uninstall nahi hote to jab tak aap apps ko uninstall nahi karenge tab tak aapka internet speed sahi se nahi ayega isliye aapko background data usage ko band kar dena hai jo aap app use nahi karte hain.

Open mobile setting> go to connection and sharing> then click on data usage> jis bhi app ka band karna hai uspe simple click karenge aur aapko background data close kar dena hai aur mobile data bhi off kar dena hai dono setting wahi pe show ho jayega.

3. Enable Flight Mode Then After Disabled Agar aapka internet speed suddenly low ho jata hai to iska sabse bada solution hai flight mode isko just enable kar dena hai aur uske just 10second baad disabled kar dena hai aise mie.

aapke mobile ka IP ADDRESS change ho jata hai jiski wajah se aapka internet speed badh jata hai. So guys agar aap upar diye gaye steps ko follow karte hain to aapka internet speed to jarur badhega lekin agar aapka internet speed

nahi badh raha hai setting karne ke baad bhi to niche diye gaye setting ko jarur follow kare. Airtel Fast Internet Speed ApnAapko apne mobile ki setting mei jana hai then waha pe aapko search kar lena hai.

APN (ACCESS POINT NAME) isko open karenge. Uske baad aapko new APN ka option milega uspe click kar dena hai.

NAME:- AIRTEL4G (WITHOUT SPACE)

APN:- airtelinternet (only in small)

PROXY:- NOT SET

PORT:- 8080

USERNAME:- NOT SET

PASSWORD:- NOT SET

SERVER:- www.google.com

MMSC:- NOT SET

MMS PROXY:- NOT SET

MMS PORT:- NOT SET

MCC:- NO CHANGE NUMBER OF DIGIT

MNC:- NO CHANGE NUMBER OF DIGIT

AUTHENTICATION TYPE:- NOT SET

APN TYPE:- DEFAULT

APN PROTOCOL:- IPv4/IPv6

APN roaming protocol:- IPv4/IPv6

Bearer:- LTE

MVNO TYPE:- NONE

Ab aapko upar mei 3 dot milega uspe click karke save kar lena haiAur aapne jo naya APN Banaya hai uspe click

kar denge aur aapka mobile naya APN se select ho jayega ab aapko apne mobile ko ek baar reboot kar lena hai ab

aapka internet speed pehle se badhiya ho jayega. Agar ye post aapko pasand aaya hoga to iss post apne family and

friend ke sath jarur share kar dena.

Leave a Comment