How To Create Account Phonepe ?
Aaj ke iss post mei may aap ko batane wala hoon ki Phonepe per account create kaise kare aur bank account kaise link kare. Aap ko sabse pahle phonepe App Download karna hoga.
Uss ke baad phone app ko open karna hai open karne ke baad aapko wahi mobile se phone mpe Account create karna hai jo aapne apne bank mei diya hai tabhi phonepe app sahi se work karega.
Fir uske baad aapko apna mobile number enter kar dena hua aur aapke diye gaye mobile number pe ek OTP aayega aur wo automatic verify ho jayega.
Jo mobile no bank account mei link hoga wo mobile no active hona chahiye ye compulsory hai aur dusra no hoga to link nahi ho payega.


How To Add Bank Account In Phonepe ?
Aap jab phonepe open karege to aapko home icon dikhega uske just side mei my money likha hua dikhega uss per click karege.


Payments waale option UPI Bank Accounts dikhega uss per click karege.

Add New Bank Account likha hua hoga uss per click karege. Uss ke baad search ka option milega aap ka jo bhi Bank mei aapka account hoga usko yaha pe search kar lenge.

Aur apne bank pe click kar dena hai aur aapka bank account add ho jayega.


Ab aaiye jante hain main points.
1. Mobile number linked with bank account.
2. Registered mobile number available in your device.
3. And also have balance in registered mobile number.
4. In your device only have 1 sim card
uske baad aapko bank account add karna hai 100% add ho jayega.
How To Check Account Balance In Phonepe?
Balance check karne ke liye aapko wahi pe check balance ka option mil jayega uspe click kar denge aur aapke jo bhi UPI pin hoga usko simple click kar denge aapka balance check ho jayega.


jyada achhe se janane ke liye ye video jarur dekhen.