
Aaj iss post mei aap jaanenge ki google pay mei bank account add kaise hota hai. To aaiye jaante hain iss post mei Google pay ke baare mei jo bhi aapko batane wala hun usko dhyan se padhna hai aur aapka bank account 100% add hoga.
HOW TO CREATE GOOGLE PAY ACCOUNT?
Google pay mei bank account add karne se pehle aapko google pay account banana hota hai. Iske liye aapko play store pe jana hai aur waha se google pay ko latest version mei
So update kar lena hai uske baad apne google pay app ko open kar lenge. Aapko yaha pe wahi phone number dena hai jo aapke bank account se link hai. Because yaha pe jab aap apna mobile de kar google pay app mei account create karenge to google
pay wahi number se aapka account verify karega yadi aapka mobile number aapke account. Then uske baad aap apna mobile number de denge uske baad next karenge diye gaye mobile
number par otp aayega aur usko enter karke verify kar lena hai aur aapka google pay account create ho jayega uske baad aapko google pay app lock karne ke liye kahega to. apna screen lock ko bhi google pay ka pin bana sakte hain ya fir aap apna separate google
pin bana sakte hain usko baad koi ek options choose karke kar lenge aur yaha pe google pay home aa jayega .



How To Add Bank Account In Google Pay?
Aapka number aapke bank se link hona chahiye Aapke mobile mei 1 hi sim hona chahiye jisse bank account add kar rahe hain. Aapke mobile number pe balance ya fir plan hone chahiye
Internet ka achha speed hona chahiye. To inn baton ko follow karna hai aur aapka bank account add hone mie koi bhi problem nahi hoga . To uske baad google pay ke home pe upar side aapka profile show hoga uspe click kar denge
uske baad bank account likha dekhne ko mil jayega uske baad appko add new bank account pe click kar denge jaise hi uspe click kar denge aapko bahut saare bank dekhne ko milega aapka jo bhi bank hai use select kar lenge agar aapka bank waha se mil nahi rha hai to aappaytm ka main isko add karunga to ab hum paytm payment bank likh kar search kar lenge aur usko verify kar lenge aapka bank account add ho jayega.




So guys ab aap isi tarah se bank account add kar sakte hain aur bade asaani se kisi ko bhi
paise bhej sakte hain ya paise le sakte hain.
Agar ye post aapko pasand aaya hoga to apne friends aur family ke sath share jarur kar dena .